Baharon ko.....

Film : Makalkku,
Singers: Adnan Sami,
Lyrics: Kaithapram,
Music: Ramesh Narayanan,
Year : 2005,

Baharon ko..... chaman yaad aagayaa hai
Mujhe vo gul badan.... yaad aaagaya hai
Baharon ko chaman yaad aagayaa hai
Baharon ko chaman yaad aagayaa hai
Mujhe vo gul badan.... yaad aagaya hai
Baharon ko... chaman yaad aagayaa hai

Lachakthi shaakh ne jab se udayaa
Lachagthi shaakh ne jab se udayaa
Kisi ka paag pan yaad aagayaa hai [baharon ko]


Theri soorat ko jab dekha hai meine
Theri soorat ko jab dekha hai meine
Mujhe ficrupan yaad aagaya hai (baharon ko..

Mile vo ajnabi bankar tho rishte
Mile vo ajnabi bankar tho rishte se
Zamane ka chaman yaad aagayaa hai [baharon ko[

0 Comments:

Post a Comment